Tarasti Hai Nigahen Meri Takti Lyrics By Asim Azhar. Main Song Words Are Tarasti Hain Nagahein Meri Takti Hain Rahein Teri Sun Kabhi Aahein Meri Ye Kese Men Bataun Tujhe Soti Nahi Aankhein Meri.
Tarasti Hai Nigahen Meri Takti Lyrics
Hai Wafa Yahan
Jayega
Sahibon
Jo Laga Tha Kabhi, Wo Fareb E Nazar Aazma
Ab Sharafat Nahi
Ye Riwayat Nahi Baqi
Ho Kisi Ki Qadar
Aisi Aadat Nahi Baqi
Aisa Nahi Kahin Koi Hai Ghalat Fehmi Jo Bani Hai
Khoya Nahi Apna Pan Ehsaas Ki Raah Chuni Hai
Tarasti Hain Nagahein Meri
Takti Hain Rahein Teri
Sun Kabhi Aahein Meri
Ye Kese Men Bataun Tujhe
Soti Nahi Aankhein Meri
Kat Ti Nahi Raatein Meri
Ke Khahishon Ke Khabon Ki
Baarishein Azabon Ki
Kahan Gayi Dhoop Mere Hisse Ke Sawabon Ki
Kiu Dard Bhare
Har Taraf Sawalon Pe
Kiu Sitam Hai Tera Tere Chahne Walon Pe
Tarasti Hain Nagahein Meri
Takti Hain Raahein Teri
Chahiye Panah Teri
Ye Kese Mein Bataun
Soti Nahi Ankhein Meri
Kat Ti Nahi Raatein Meri
Dhal Nahi Jate, Pal Nahi Jate
Doobti Hain Saansein
Dil Aise Bhar Jate
Jate Hue Lamhon Ko
Pas Bulata Hai
Thori Si Bhi Doori Dil Seh Nahi Pata Hai
Sab Hain Dikhawey
Jhootey Behlawey
Aik Hi Qadam Laye So So Pachtawey
Sach Tha Ya Ghalat Fehmi Par Khaab Nahi Jur Pate
Dukh Dete, Jaan Lete Hain Tars Zara Nahi Khate
Tarasti Hain Nagahein Meri
Takti Hain Rahein Teri
Chahiye Panah Teri
Ye Kese Men Bataun Tujhe
Soti Nahi Ankhein Meri
Kat Ti Nahi Raatein Meri
Ke Khahishon Ke Khabon Ki
Baarishein Azabon Ki
Kahan Gayi Dhoop Mere Hisse Ke Sawabon Ki
Ke Dard Bharehar Taraf Sawalon Pe
Kiu Sitam Hai Tera Tere Chahne Walon Pe
Aisa Nahi Kahin Koi Hai Ghalat Fehmi Jo Bani Hai
Khoya Nahi Apna Pan Ehsaas Ki Raah Chuni Hai
Aisa Nahi Kahin Koi Hai Ghalat Fehmi Jo Bani Hai