Nasha Daulat Ka Aisa Bhi Kya Lyrics

Nasha Daulat Ka Aisa Bhi Kya Lyrics is written and sung by Mohammed Rafi, R. D. Burman, and Sushma Shreshta. The title of the song is Kya Hua Tera Wada.

Nasha Daulat Ka Aisa Bhi Kya Lyrics

Kya hua tera waada
woh kasam woh iraada
bhoolega dil
jis din tumhe
Oh din zindagi ka
aakhri din hoga

Kya hua tera waada
woh kasam woh iraada
bhoolega dil
jis din tumhe
Oh din zindagi ka
aakhri din hoga

Kya hua tera wada
woh kasam woh iraada
Bhoolega dil
jis din tumhe
Woh din zindagi ka
aakhri din hoga

Yaad hai mujhko
tune kaha tha
Tujhse nahin
roothengey kabhi
Dil ki tarah se
haath mile hain
Kaise bhala
chootengey kabhi
Teri baahon mein
beeti har shaam
Bewafa yeh bhi kya
yaad nahin

Kya hua tera wada
woh kasam woh iraada
Bhoolega dil
jis din tumhe
Woh din zindagi ka
aakhri din hoga

O kehne waale
mujhko farebi
Kaun farebi
hai yeh bata
Woh jisne gham liya
pyaar ke khatir
Yaa jisne pyaar ko
bech diya
Nasha daulat ka
aisa bhi kya
Ke tujhe kuch bhi
yaad nahin

Kya hua tera wada
woh kasam woh iraada
Bhoolega dil
jis din tumhe
Oh din zindagi ka
aakhri din hoga
Kya hua tera wada
woh kasam woh iraada
Kya hua tera wada
Woh kasam…

video