Mazaa Lyrics B Praak

Mazaa Lyrics by B Praak is the latest Hindi song with music also given by him. Mazaa song lyrics are written by Jaani and its music video is directed by Arvinder Khaira.

Mazaa Lyrics – B Praak

Main ghairon ki baahon mein
Dekha hai so ke
Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan
Koyi tujh sa kahin na
Thi unki jo khushbu samjh aa gaya

Main ghairon ki baahon mein
Dekha hai so ke

Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan
Koyi tujh sa kahin na
Thi unki jo khushbu samjh aa gaya
Bhatak gaye the
Hum ek shaam ko
Kiya hai kharaab
Kharaab tere naam ko Kyon dil tera toda
Yeh puchhne kal to
Sapne mein mere khuda aa gaya

Main ghairon ki baahon mein
Dekha hai so ke
Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan
Koyi tujh sa kahin na
Thi unki jo khushbu samjh aa gaya

Dariya yeh dariya dariya na hota
Na hota jo iska kinaara
Akal thikane aayi hamari
Tumse bichad kar oh yaara

Dariya yeh dariya dariya na hota
Na hota jo iska kinaara
Akal thikane aayi hamari
Tumse bichad kar oh yaara

Raat ko nikla tha teri gali se
Thokar main khaa ke subah aa gaya

Main ghairon ki baahon mein
Dekha hai so ke
Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan
Koyi tujh sa kahin na
Thi unki jo khushbu samjh aa gaya

Yeh akhari ghalti thi akhari mauka
Dede dena mujhko tu saaki
Ab tere pairon mein kaatenge yaara
Jitni bhi zindagi hai baaki

Yeh akhari ghalti thi akhari mauka
Dede dena mujhko tu saaki
Ab tere pairon mein kaatenge yaara
Jitni bhi zindagi hai baaki

Ho Jaani ke andar jo Jaani awara tha
Jaani woh khud hi jala aa gaya

Main ghairon ki baahon mein
Dekha hai so ke
Sach batayein mazaa aa gaya
Tu tu hai meri jaan
Koyi tujh sa kahin na
Thi unki jo khushbu samjh aa gaya

BamBholle Lyrics