Har Baat Samjhana Sada Sambhav Nhi Radhe Lyrics

Har Baat Samjhana Sada Sambhav Nhi Radhe Lyrics From RadhaKrishna. Har baat samjhana sada Sambhav nahi radhe Samay samjhayega Har baat samjhana sada Sambhav nahi radhe Samay samjhayega Sambhav nahi hote kabhi Yahan prashna ke uttar sabhi.

Har Baat Samjhana Sada Sambhav Nhi Radhe Lyrics

Ye kya kiya?, Ye kyun kiya?
Batlao na kanha
Ye tumne kyun kiya?
Ye kya kiya?, Ye kyun kiya?
Batlao na kanha
Ye tumne kyun kiya?

Kyun tum samjh paye nahi
Paawan pranay ki reet ko
Kyun mohe tumne keh diya
Nischhal hriday ki preet ko

Ye kya kiya?, Ye kyun kiya?
Batlao na kanha
Ye tumne kyun kiya?
Ye kya kiya?, Ye kyun kiya?
Batlao na kanha
Ye tumne kyun kiya?

Muskan adhron par liye
Kyun main sada chup hi raha

Muskan adhron par liye
Kyun main sada chup hi raha
Paawan tumhare prem ko
Kyun mohe tha maine kaha

Har baat samjhana sada
Sambhav nahi radhe
Samay samjhayega
Har baat samjhana sada
Sambhav nahi radhe
Samay samjhayega

Sambhav nahi hote kabhi
Yahan prashna ke uttar sabhi

Tumko kadachit lag raha
Ki mujhko tumne kho diya
Jhaago swayam ke mann mein tum
Main toh tumhi me bas raha…
Radhe..

Vayakul hriday aakul hai mann
Jeevan pe bhaari shan hai ye
Kyun prem ko tumne mere
Samjha ki aakarshan hai ye…
Kanha…

Tum preet ho, manmeet ho
Mere hriday ka, sangeet ho…

(Aa.. aa..
Radhe krishna radhe krishna radhe krishna radhe krishna
Radhe krishna radhe krishna radhe krishna radhe krishna
Radhe krishna radhe krishna radhe krishna radhe krishna
Radhe krishna radhe krishna radhe krishna radhe krishna)

https://youtu.be/wPRX5FTgTdc

Mana Ke Mushkil Hai Safar Lyrics