Pata Nahi Kis Roop Mein Aakar Narayan Mil Jayega Lyrics is written and sung by Narci. The title of the song is Ram Darshan.
Pata Nahi Kis Roop Mein Aakar Narayan Mil Jayega Lyrics
Pata Nahi Kis Roop Mein Aakar Narayan Mil Jayega,
Nirmal Man Ke Darpan Mein Wah Ram Ke Darshan Payega,
Pata Nahi Kis Roop Mein Aakar Narayan Mil Jayega,
Nirmal Man Ke Darpan Mein Wah Ram Ke Darshan Payega,
Sans Ruki Tere Darshan Ko Na Duniya Mein Mera Lagta Man,
Shabri Banke Baitha Hoon Mera Shree Ram Mein Atka Man,
Bekarar Mere Dil Ko Main Kitna Bhi Samjha Loon,
Ram Daras Ke Bad Dil Chhodega Ye Dhadkan,
Kale Yug Prani Hoon Par Jeeta Hoon Main Treta Yug,
Karta Hoon Mehsus Palon Ko Mana Na Wo Dekha Yug,
Dega Yug Kali Ka Ye Papon Ke Uphar Kayi,
Ch And Mera Par Gane Ka Har Prani Ko Dega Sukh,
Hari Katha Ka Vakta Hoon Main Ram Bhajan Ki Aadat,
Ram Aabharee Shayar Mil Jo Rahi Hai Dawat,
Hari Katha Suna Ke Main Chhod Tumhein Kal Jaunga,
Bad Mere Na Girne Na Dena Hari Katha Virasat,
Pane Ko Deedar Prabhu Ke Nain Bade Ye Tarse Hai,
Jan Sake Na Koi Vedna Raton Ko Ye Barse Hai,
Kise Pata Kis Mauke Pe Kis Bhoomi Pe Kis Kone Mein,
Mele Mein Ya Veerane Mein Shree Hari Humein Darshan De,
Pata Nahi Kis Roop Mein Aakar Narayan Mil Jayega,
Nirmal Man Ke Darpan Mein Wah Ram Ke Darshan Payega,
Pata Nahi Kis Roop Mein Aakar Narayan Mil Jayega,
Nirmal Man Ke Darpan Mein Wah Ram Ke Darshan Payega,
Pata Nahi Kis Roop Mein Aakar,
Intezar Mein Baitha Hoon Kab Beetega Ye Kala Yug,
Beetegi Ye Peeda Aur Bhari Dil Ke Sare Dukh,
Milne Ko Hoon Bekarar Par Papon Ka Main Bhagi Bhi,
Nazarein Meri Aage Tere Shree Hari Jayegi Jhuk,
Ram Nam Se Jude Hai Aise Khud Se Bhi Na Mil Paye,
Koi Na Jane Kis Chehre Mein Ram Humein Kal Mil Jaye,
Vaise To Mere Dil Mein Ho Par Aakhein Pyasi Darshan Ki,
Sham Savere Sare Mausam Ram Geet Hi Dil Gaye,
Raghuvir Ye Veenti Hai Tum Door Karo Andheron Ko,
Door Karo Pareshani Ke Sare Bhookhe Sheron Ko,
Shabri Banke Baitha Par Kale Yug Ka Prani Hoon,
Main Jootha Bhi Na Kar Paunga Papi Muh Se Beron Ko,
Ban Chuka Bairagi Dil Nam Tera Hi Leta Hai,
Shayar Apni Sansein Ye Ram Siya Ko Deta Hai,
Aur Nahi Iccha Hai Ab Jeene Ki Meri Ram Yahan,
Bad Mujhe Meri Maut Ke Bas Le Jana Tum Treta Mein,
Ram Ke Charitr Mein Sabko Apne Ghar Ka Apne Kashton Ka Jawab Milta Hai,
Pata Nahi Kis Roop Mein Aakar Narayan Mil Jayega,
Nirmal Man Ke Darpan Mein Wah Ram Ke Darshan Payega,
Pata Nahi Kis Roop Mein Aakar Narayan Mil Jayega,
Nirmal Man Ke Darpan Mein Wah Ram Ke Darshan Payega.